Kabhi has has ke humara majak udati ho
kabhi ro ro ke aasu na bahawo
ye majak sirf majak na rah jaye
yah Fut Fut kar rona kahi humari jaan na le jaye
sms by
A. Malik-Malegaon 9226217133
-=(S.D)=-
koi khawab in aankhon ne sajaya hi nahi.

hamare dil ki gehrai ko koi samajh paya hi

nahi.

kisi ko humari kami mehsoos ho.

khuda ne hume aisa banaya hi nahi.
-=(S.D)=-
Surkh aankho se jab woh dekhte he
Hum ghabrakar aankhe jhuka lete he
Kaun milaye un aankho se ankhe
Suna hai woh aakho se apna bana lete he
-=(S.D)=-
Ku6 aise log hejo bhulaye nhi jate
Ku6 lmhe hejo dilse mitaye nhi jate
Bebsi utar ayihe ankho me meri
Meri hsi se mere ansu chupaye nhi jate
-=(S.D)=-
Mohabbat ki dastan sunane aye h
Tabah krne k bad wo pyar karne aaye he
Aansu to ponch liye the hamne kab k
Magar wo hame fir se rulane aye h
-=(S.D)=-
Wo roye to muh mod ke roye,
Koi majburi hogi jo dil tod ke roye
Mere samne tukde kar diye meri tasvir ke,
Bad me pata laga unhe jod ke roye.
-=(S.D)=-
Ankho k samandr me utar Jane de,
Tera mujrim hu dub k mar Jane de,
Kisi k kehne se chahat kam Na hogi,
Sochta hu kahu tumse, magar Jane de..
-=(S.D)=-
Hamarey aansu ponch wo muskurate hai. Apni isi ada se wo dil churate hai. Haath unke chu jaye chere ko is ummed se hum khud ko rulate hai.
-=(*)=-
Aankhon se tumhare dil me utar jayege. Dil mein utar kar dhadkan mein bas jayenge. Palkon ko jhuka kar chalna warna zamane ko tumhari aankhon mein nazar aayenge.
Raj 9214366198
-=(*)=-
Aankhein khuli to jaag uthein hasratein tamaam. Usko bhi kho diya jise paya thaa khwaab mein.
R. A. Amrohi 9373216938
-=(*)=-
Puchta hun jo kabhi aankh mein aansu kyun hai. Hans ke aansu batatey hai bahana koi.
R. A. Amrohi 9373216938
-=(*)=-
Waqt-e-rukhsat woh chup rahe lekin. Aankh mein phailtey gaye kajal.
R. A. Amrohi 9373216938
-=(*)=-
Shaam bhi hogai dhundhla gai aankhein bhi meri. Bhulane wale ye to bata kab tera raasta dekhun.
R. A. Amrohi 9373216938
-=(*)=-
Woh chedn raha thaa meri aankhon ka ujala. Dunya samajh rahi thee rukhsat ki ghadi hai.
-=(*)=-
Do parinde udhe aankhe nam hogai. Aaj samjha ke mai tujhko bhula nahi.
-=(*)=-
Na pine ka shauk tha na pilane ka shauk tha. Humein to bas nazre milane ka shauk thaa. Par kya kare hum nazrein hi unse mila baithe
A. Malik Nadir-Malegaon 9226217133
-=(*)=-
Nazre milake nazre chura mat lena. Dost banake dushman bana mat dena. Mana tum se dur rehte hai hum. Is caat ka bahana banake bhula mat dena.
Firoz-Mumbai 9226232068

Comments :

0 comments to “ ”

Popular Posts

 

Sms Khajana

Template by Blogger Templates | Powered by Blogger