Sms Yaad

Manzil ko pana hai to hawsla sath rakhna, pyar pana hoto etbaar sath rakhna. muskurana ho gar hameshaa, to hamein yaad rakhna.
-=(*)=-
Yeh yaad hai tumhari ya yaadon me tum ho, yeh kwaab hai tumhare ya khwabon me tum ho. Hum nahi jante hame bas itna batado hum jaan hai tumhari xa meri jaan me tum ho. (RIZWAN-MUMBAI 9224420741)
-=(*)=-
Koi hai jo dua karta hai, apno mein hum ko bhi gina karta hai. Bahot khushnasib samajhte hain khud ko, jab koi dur rehkar humein yaad karta hai.
-=(*)=-
Aap na aaye apki yaad akar wafa kar gai, aap se milne ki tamanna sukun fana kar gai. aahat hui socha asar dua kargai, Darwaza khola dekha mazaq hum se hawa kar gai.
-=(*)=-
Wahi raat ki khamoshi wahi tanhai, ye hawa bhi kiski yaad le aai. hum to baithe chand ko dekh rahe they, na jane kiske liye aankhe bhar aai
-=(*)=-
Kash dil ki aawaz mein itna asar hojae, hum aapko pukare aur apko khabar hojae. Aaj sab se itni hi dua hai. aap jo bhi chahe wo naseeb hojae. (9325237978)
-=(*)=-
Ek bar humare aansu hum se puch baithe kyon roz roz bulate ho. Hum ne kaha hum to unko yaad karte hain, tum kyon chale aate ho. (9890007633)
-=(*)=-
Yeh armaan to kanch k tukre hain jo dil ki zamin par bikhre hain. inhein mat chedo zakhm gahere hain, aaj b unpar kisi ki yaad k pahre hain. (9845912537)
-=(*)=-
Kitni rate beet gai rahjate haint to yaadon ka wo pal, wo kuzra hua pal. bachti hai to aankho ki nami aur aap ki kami.
-=(*)=-
Dur rahkar kareeb rahne ki aadat hai, yaad bankar aankhon se bahne ki aadat hai. kareeb na hote hue b kareeb paoge, mujhe ehsas bankar rahne ki aadat hai. (HARSHAL 9370079797)
-=(*)=-
Wo waqt wo lamhein ajab hon ge, dunya mein hum kush naseeb honge. Dor se jab itna yaad karte hain, kya hoga jab aap humare kareeb hoge. (AYAZ 9326506070)
-=(*)=-
Kuch pal hota hai kuch pal k liye, ji lo inhe har pal k liye. Ye waqt to ret hai phisal jaegi, de jaigi yaadein zindagi bhar k liye. (HARSHAL 9370079797)
-=(*)=-

Comments :

0 comments to “Sms Yaad”

Popular Posts

 

Sms Khajana

Template by Blogger Templates | Powered by Blogger