Angry SMS in Hindi

Jis ghari teriyadon ka sama hota ha,
phir humein aram kahan hota hay,
hosla mujh mein nahi tujhko bula deny ka,
kaam sadiyon ka hai, lamhon main kahan hota hai…
`
Jb chala chor ka batlanay ke zahmat bi na ke,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani ka bhi tu adaab hain aey dost bata,
Koi itna bi na tha tujh ko batanay wala.
`
Jab chala chor k batlanay ki zahmat bhi na ki,
khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala.
`
Jaan hai mujhko zindagi se pyaari,
jaan ke liye kar doon kurban yaari,
jaan ke liye todd doon dosti tumhaari,
ab tumse kya chhupaana,
tum hi toh ho jaan hamaari.
`
Hum unse pyar karte hain,
wo humse pyar karte hain.
Na wo humse baat karte,
na hum unse baat karte hain.
Bas ek dusre ko dekh kar,
time pass kiya karte hain…

Comments :

0 comments to “Angry SMS in Hindi”

Popular Posts

 

Sms Khajana

Template by Blogger Templates | Powered by Blogger