R.K.Azad-Dalsingsarai 9931402871
-=(*)=-
Samajhte hai woh pathar hai hum unko thokar mar jayenge. Ek baar kehde nafrat hai hum se pathar to kya phool ban kar bhi na rahon mein aayenge.
Rizwan-Mumbai 9224420741
-=(*)=-
Ghamo sy kya darna woh to sabhi ko milte hai. Pholoon ko dekho hamesha kanton pe khilte hai.
-=(*)=-
Ek din baharo k phool murjha jaye ge. Bhul sy b jab hum yaad aayege. Afzoos hoga hum sy judai ka. Jab is dunya sy bahot dur chale jayege.
-=(*)=-
Gumnaam hai woh phool gulshan me abhi tak. Jisne khushbu ki tarhah bikhar ke nahi dekha.
-=(*)=-
Kabhi khud se juda na hone deta. agar gul janta khushbu ki kimat.
-=(*)=-
Mehsus to karti hoon magar chu nahi sakti. Tum phool nahi phool ki khushbu ki tarha ho.
-=(*)=-
Wo to khushbu hai hawaon me bikhar jaegi. masla phool ka hai, phool kidhar jaega.
-=(*)=-
Apne kirdar ko mausan se bachaye rakhna. laut kar phool mein wapas nahi aati khushbu.
-=(*)=-
Rakhna ho to rakh lijiye phoolon ko nigaho mein. khushbu to musafir hai kho jat4 hai raho mein.
-=(*)=-
Dil mein dhakan ki tarha aankh mein aansu ki tarha. tum mere pas raho phool ki khushboo ki tarha.
-=(*)=-
Haqiqat chup nahi sakti banawat ke usulon se. k khushbu aanahi sakti kabhi kagaz k phoolon se.
-=(*)=-
KOI KHWAHISH AAP KI ADHURI NA RAHE CHAHE JISE AAP US_SE DURI NA RAHE KHUSHIYON KE PHOOL ITNE KHILE AAP KE JIWAN ME KE HAMARI YAD BHI AAP KE LIYE ZARURI NA RAHE.
-=(S.D)=-
Ghar kabhi Aaye Nahi Ab Qabar pe Aate hain woh,,,
Ghar kabhi Aaye Nahi Ab Qabar
pe Aate hain woh,,,
Umar Bhar
kaante diye Ab Phool Barsaate hain woh..
sms by
A. Malik-Malegaon 9226217133
-=(S.D)=-
Sari raah me kante hi kante hai,
Kuch phool aap hi bicha dijiye,
Jage hai bahut uth-uth kar raato mei,
Ab chain ki neend aap hi sula dijiye.
sms by
Imran-Akola
9763870655
-=(S.D)=-
Chaman se 1 bichda hua GULAB hu.
Mai khud apni TABAHi ka jawab hu.
Yun nigahen na fer apne yar se.
Mai teri hi sangat me barbaad Hu.
-=(S.D)=-
Hasrato se hum aapki rah saja denge, sapno ki daulat hum aap par luta denge,
koi phul nahi aaj daman pe lekin,
aapke aane par hum palke bicha denge.
sms by
A. Malik-Malegaon 9226217133
-=(S.D)=-
Mat Muskurao itna ke phoolon ko khabar ho jaye woh kare tumhari tareef aur tumhe nazar lag jaye, good morning. - Om
-=(S.D)=-
apne gajra k har ek phool ki tareef hum se suni
DARD-E-DIL hum ne sonaya to bura maan gaya
sms by
FAIZAN ALAM
9371963287
-=(S.D)=-
Pholo ki tarif sab karte hai. Badi mushkil se log kanto pe gaur karte hai. Mali to sirf naam k hote hai. Pholo ki hifazat to kante hi karte hai.
Rizwan-Mumbai 9224420741
-=(S.D)=-
Samajhte hai wo ki patthar dil hai hum. Unko thokar maar jayenge. Wo ek bar kahde ki nafrat hai apse. Khuda ki kasam patthar to kya hum phool bankar bhi unki rah me na ayenge.
Firoz khan Amrohi 9837760758
-=(S.D)=-
Wada kar k aap to jaate hai bhul. Hum bichaye rehte hai rahon me phool. Ab to kalyan hein mukaddar me na phool. Chaar su bikhre hai bas khar babul.
-=(S.D)=-
Mausam ka aazab chal raha hai. Barish mein gulab jal raha hai. phir aankh aur dil ki khair yaa rab. Phir zahein mein khwab pal raha hai.
-=(S.D)=-
Khilte hain jo kaanton mein palte hein jo sholo mein. Woh hi phool gulshan mein inqelaab late hai.
-=(S.D)=-
Pholo ki mahek churaye kaise. Suraj ki kiran chupaye kaise. Aap aur hamame kitna fasla hai. Hum aap ko bhulaye kaise
Chinna-Chandrapur 9922474903
-=(S.D)=-
Pholon se khubsurat koi nahi saagar se gehra koi nahi. Ab aap ki kya tareef karu aap se achcha ko nahi.
Shaheda yusuf-Zambia 00260979668625
-=(*)=-
Zara socho to dunya mein shayad kuch nahi badla wahi kante baboolon mein wahi khushboo gulabon mein.
-=(*)=-
Hum ne gulzaron mein bhi dekhi hai khaak udti hui. Ek hi janib nahi hota siha khaaron ka rukh.
-=(*)=-
Kanton pe guzare na kiya ho to batao. Phoolon ka kabhi naam liya ho to batao.
-=(*)=-
I love your best sms, please keep it up.HINDI SMS